SBI Bank ATM Franchise - SBI ATM Franchise Contact Number, Cost, Full Details in Hindi

SBI ek eisa Bank hai jahan par adhiktar log apna Saving Account, Current Account open karte hain. SBI Bank India ka Top Bank hai. Sayad hi koi eisa byakti hoga jiska Account SBI Bank me nahi hoga. Kyun ki SBI Bank bahut sare services apne customersk ko provide karta hai jaise Saving Account, Current Account, Loan Facility, Insurance Facility. Jo logon ke paas talent to hai but apna Business start karne ke liye paisa nahi hain un logon ko SBI Bank ki taraf se investment karne ke liye kuch rupaye bhi Loan diya jata hai jahan se wo byakti apna khud ka ek Business suru kar sake. Yahan Home Loan, Business Loan, Car Loan, Education Loan etc. bahut hi kam rate of interest par Loan provide karta hai. SBI Bank ATM Franchise - SBI ATM Franchise Contact Number, Cost, Full Details in Hindi


sbi bank atm franchise, sbi atm franchise contact number, Cost, Hindi,
SBI Bank ATM Franchise


SBI ki customers din wa din badhte hi jaa rahe hain, is wajah se SBI ko bhi apna branches badhane pad rahe hain. Sab log to Bank me jaake paisa nahi nikal sakte hain isliye jagah jagah SBI ATM ko bhi install kiya jaa rahai hai. SBI ATM Franchise Business isliye ab jyada logon ko faydemand sabit ho raha hai. Agar aapke paas bhi koi khali room pada ho ya fir apke paas koi shop ho to aap SBI Bank ATM Franchise le kar mahine me achha earninga kar sakte hain.

 

Terms & Conditions (Agar aap SBI Bank ATM Franchise lena chahte hain to kuch sarton ko maanna hoga)

  • SBI ATM Machine lagwane ke liye aapke paas 50 se 80 sqft ki ek room hona chahiye.
  • Jo jagah aap select karene wahan se dusre ATM 100 meter se dur hona chahiye.
  • Apki jagah achhe Location par hona chahiye taaki log asani se aake paisa nikal saken.
  • Apki jagah Ground Flour par hona chahiye.
  • Yahan par 24 hour Electricity Connection ki subidha karani hogi 1 KW Electricity Connection ke sath.
  • Is ATM Machine se kam se kam 300 nos. of Transaction hona chahiye (Jitna jyada transaction hoga utna hi jyada apko achha commission bhi milega.)
  • ATM ki jagah me upar chhat me cement ka slab hona chahiye.

 

sbi bank atm franchise, sbi atm franchise contact number, Cost, Hindi,
SBI Bank ATM Franchise

Documents Required (SBI Bank Franchise lene ke liye apko ye sab documents ready karne honge.)

Identity Proof: Aadhar Card, Voter Card, Pan Card, Driving License Passport etc.

Address Proof: Ration Card, Electricity Bill

Bank Passbook 

Passport Size Photographs

Valid Mobile No.

Valid E-mail ID.

GST No (If avaiable):

Land Record: Agar apki khud ki jamin hai to apko Land Record/Patta submit karna hoga or agar aapne Rent par le rakhe hain to Agreement submit karna hoga. SBI Bank ATM Franchise - SBI ATM Franchise Contact Number, Cost, Full Details in Hindi

sbi bank atm franchise, sbi atm franchise contact number, Cost, Hindi,
SBI Bank ATM Franchise

Investment:

Agar aapke paas khud ki jamin or shop hai to aapko paisa kharch karne ki jaruri nahi wo alag baat hai ki aapko Security Deposit dena hota hai. Security Deposit company ke hisab se alag alag hoi hai or bakayeda apko paise dene ke baad Agreement kara lena chahiye.
Agar paas koi shop nahi hai to aapko ek Room 50 se 60 sqft ka banana hoga jo ki cement ka slab hona jaruri hai. Electricity 24 ghante to aap apne hisab se jitan kam kharcha ho utna apne hisab se bana sakte hain.

Earning:

Yahan par apko Earning kafi jyada hoti hai. Companies ke hisab se commission bhi alag alag hoti hai. Yahan apko per transactions commission milta hai or kuch companies aapke jamin ki rent bhi dene ko agree hote hain.
Earning se judi details information ke liye aap inkc Official Website par visit kar skate hain.

How to Apply: (SBI ATM Franchise lene ke liye Online se Apply kaise karen)

SBI ATM Franchise Online Apply karne ke liye kuch companies ki Official Website niche diya gaya aap unke Website par jaake visit karke Terms and Conditions ko padh kar Online Apply kar sakte hain. SBI Bank kabhi bhi apna ATM khud nahi lagati, iske liye ye kuch companies ko Contract deti hain jo log ATM lagate hain.

  1. Tata Indicash
  2. Muthoot ATM
  3. India One ATM

 

sbi bank atm franchise, sbi atm franchise contact number, Cost, Hindi,
SBI Bank ATM Franchise

Online Apply SBI Franchise : Iske liye aap in sabhi Website par Online Visit karke apne ATM ke liye Apply kar sakte hain.
 

Tata Indicash :     Click Here
Muthoot ATM   :  Click Here
India One ATM : Click Here

 

SBI Bank ATM Franchise - SBI ATM Franchise Contact Number, Cost, Full Details in Hindi

 

Agar apko humara ye post pasand aya to please apne doson ke sath jarur share kijiye ga or apke man me koi bhi doubt hai to niche comments jarur kijiye ga. Thank U 


 

Post a Comment

0 Comments